Syed Badshah
Hussaina... Hussain.. (2)
Jab chali deen ki aur uske madadgaar ki baat
Ashiq e rab ki Mohammad ki wafadaar ki baat
Sabr ki, pyaas ki, eesar ki, qirdaar ki baat
Phir to hona hai..
phir to hona hai mere sayyedo sardaar ki baat
Haan..
Dil mein dhadakta hai
Sayyed badshah mera
Lab pe bhi rehta hai
Sayyed badshah mera
Mera wazeefa hai
Sayyed badshah mera
Aaaqa mera, Maula mera
Sayyed badshah hussain...
Badshah hussain..
Sayyed badshah hussain..(2)
Sayyed badshah
Sayyed badshah hussain..(2)
Sayyed badshah
Hum bhi azadar hai
Han wafadar hai
Tere ghumkhwaar hai
Sayyed badshah
Hum bhi azadar hai
Han wafadar hai
Tere ghumkhwaar hai
Sayyed badshah hussain
Jaan hussain
Jaane janaan hussain
Dil o imaan hussain
han mera sayyed badshah hussain
Jaan hussain
Jaane janaan hussain
Dil o imaan hussain
han mera sayyed badshah hussain
1. Haan..
Dil mein rahe maula mera
yaad rahe karbobala
jaari rahe zikr sadaa
saath rahe farsh e azaa
milke ye har baar kaho
kaho sau(100) baar kaho
sab azadar kaho
Sayyed badshah hussain
Mashallah tu behtareen
Sayyed badshah
Subhanallah sar zameen
Teri karbala..
Jaane jaan
jaane janaan e karbala
Jaane jaan
jaane janaan e karbala
Sayyed badshah hussain..(3)
Sayyed badshah hussain
Jaan hussain
Jaane janaan hussain
Dil o imaan hussain
han mera sayyed badshah hussain
2. Haan..
Salle alaa Mohammadin
salle alaa nabiyyi na
nana ka dil nana ki jaan
maula hussain sayyedina
sayyed o sardaar hussain
mere sardaar hussain
mere mukhtaar hussain
sayyed badhsah hussain
Mashallah tu behtareen
Sayyed badshah
Subhanallah sar zameen
Teri karbala..
Jaane jaan
jaane janaan e karbala
Jaane jaan
jaane janaan e karbala
Hum bhi azadar hai
Han wafadar hai
Tere ghumkhwaar hai
Sayyed badshah hussain
Jaan hussain
Jaane janaan hussain
Dil o imaan hussain
han mera sayyed badshah hussain
3. Haan..
Murshid e mann ghazi rahe
sayyed e mann razi rahe
jaan rahe ya na rahe
jaari azadari rahe
lab pe ye paygham rahe
ye sadaa kaam rahe
bus tera naam rahe
Sayyed badshah hussain
Mashallah tu behtareen
Sayyed badshah
Subhanallah sar zameen
Teri karbala..
Jaane jaan
jaane janaan e karbala
Jaane jaan
jaane janaan e karbala
Sayyed badshah hussain..(3)
Sayyed badshah hussain
Jaan hussain
Jaane janaan hussain
Dil o imaan hussain
han mera sayyed badshah hussain
4. Haan..
Hum hai faqeeran e hussain
matami darbaan e hussain
Sayyed badshah hussain..(4)
Hum hai faqeeran e hussain
matami darbaan e hussain
saare safeeran e azaa
dil se hai qurbaan e hussain
hum pe hai ehsaan tera
tu hai sultaan mera
tu hai imaan mera
Sayyed badshah hussain
Mashallah tu behtareen
Sayyed badshah
Subhanallah sar zameen
Teri karbala..
Jaane jaan
jaane janaan e karbala
Jaane jaan
jaane janaan e karbala
Hum bhi azadar hai
Han wafadar hai
Tere ghumkhwaar hai
Sayyed badshah hussain
Jaan hussain
Jaane janaan hussain
Dil o imaan hussain
han mera sayyed badshah hussain
5. Haay..
Roz wo ashoor ka tha
shah ka ghar jisme luta
khoon bahattar ka baha
aise saja deen e khuda
marhaba shah ast hussain
badshah ast hussain
dee'n panah ast hussain
Sayyed badshah hussain
Mashallah tu behtareen
Sayyed badshah
Subhanallah sar zameen
Teri karbala..
Jaane jaan
jaane janaan e karbala
Jaane jaan
jaane janaan e karbala
Hussain hussain hussain hussain...
Hussaina... hussain
Azadaro....
Azadaro, Azadaro..
Hum log azadar hai, zahra ki dua se
seekhi hai wafa hum ne dare, shah e wafa se
karte hai bohot pyaar shah e karbobala se
hote hi nahi door kabhi farsh e azaa se
Azadaro, aye azadaro, aye azadaro
Aye sheh ke azadaro is ghum ko manana hai
ye farsh e azadari ghar ghar me bichana hai
shabbir ki ghurbat ka nauha bhi sunanan hai
kyu karte hai ye matam duniya ko batana hai
Haay..
Kya kya na sitam mere, maula ne uthaya hai
nana se kiya waada sayyed na nibhaya hai
ek din me bhare ghar ko sehra me lutaya hai
ghum naujawa'n akbar ka..
Wa waila hussain hussain
Wa waila hussain
Wa waila hussain hussain
Wa waila hussain
Ghum naujawa'n akbar ka
ghum qasim o asghar ka
ghum ghazi dilawar ka
ghum haye bahattar ka..(2)
ghum berida behno ka
jalte hue khaymo ka
ghum bali sakina ka
ghum pyaase shahido ka..(3)
wa ghurbata hussain,
wa hasrata hussain
aye badshah hussain...
hussain..
Hussain hussain hussain hussain..(2)
Shaheed e karbala hussain
Hussain hussain imam hussain
Ghareeb e nainawa hussain
Hussain hussain imam hussain
Qateel e bekhata hussain
Hussain hussain imam hussain
Zabih e mariya hussain
Hussain hussain imam hussain
Nabi ka dil ruba hussain
Hussain hussain imam hussain
Qaraar e sayyeda hussain
Hussain hussain imam hussain
Jalaal e murtaza hussain
Shaheed e karbala hussain
Hussain hussain imam hussain
Shaheed e karbala hussain
Hussain hussain imam hussain
Ghareeb e nainawa hussain
Hussain hussain imam hussain
Hussain hussain hussain hussain..(8)
Comments
Post a Comment